Social Icons

Sunday, August 5, 2012

KABIRA ...Revisited

Nahaye Dhoe Kya jo Mann Ka Mail Na Jaye
Meen Sada Jal Me Rahe Baas Na Jaye

Jaati Nahi Jagdeesh Ki Harijan Ki Kaha Hoye
Jaat Paat Ke Beech Me Doob Maro Mat Koe

Magan Gaye So Mar Rahe Mare Jo Magan Jaye
Tin Ke Pahle Vo Mare Hot Karat Hai Naahi

Kabira Khada Bazar Me Sabki Mage Khair
Na Kahu Se Dosti Na Kahu Se Bair

Satya Naam Jane Bina Hans Lok Nahi Jaye
Gyani Pandit Surma Kargeye Mue Upay

Bhav Bina Bhakti Nahi Bhakti Bina Nahi Bhav 

Bhakti Bhav Ek Roop Doe Ek Subhav

Jin Khoja Tin Payeya Gahre Paani Paith
Mai To Bauri Bangayi Rahi Kinare Baith 

Kaami Krodhi Lalchi Inpe Bhakti Na Hoy
Bhakti Kare Koi Surma Jaat Barna Kul Khoe

Guru Aagya Mane Nahi Chale Atpati Chal
Lok Ved Dono Gaye Aaye Sir Par Kaal

Hum Vasi Us Desh Jaha Baran Kul Nahi
Sabad Milava Ho Raha Deh Milava Nahi

Kaami Ka Gur Kamini Lobhi Ka Gur Daam
Kabira Ka Gur Sant Hai Santan Ka Guru Ram

Shabad Samhale boliye Shabad Ke haath Na PavEk Shabad Aushad Kare Ek Shabad Kare Ghav

Hindu Kaho To Mai Nahi Musalman Bhi Nahi
Panch Tatva Ka Putala Gavi Khaile Mahi

Chalti Chakki Dekh Ke Diya Kabira Roy
Do Patan Ke Beech Me Sabut Bacha Na Koe

Mali Awat Dekh Ke Kaliya Kare Pookar
Phooli Phooli Chun Layi Kaal Hamari Baar

Pahan Pooje Hari Mile To Mai Pooju Pahad
Tate To Chakki Bhali Pees Khaye Sansar

Shahib Te Sab Hot Bande Se Kachhu Naahi
Raai Te Parbat Kare Parbat Raai Maahi

Bura Jo Dekhan Mai Chala Bura Na Milya Koe
Jo Dil Khojo Apna Mujh Se Bura Na Koe

Satguru Ke Updesh Ka Sunio Ek Vichar
Jo Satguru Milta Nahi Jate Yam Ke Dwar

Mood Mudai Hari Mele Sab Koi Le Mudai
Bar Bar Ke Mood Te Bhed Baikuth Na Jaye

Ye Tan Vish Ki Belri Guru Amrat Ki Khaan
Sheesh Diye To Guru Mile To Bhi Sasta Jaan

Sai Itna Dijiye Ja Me Kutum Samay
Mai Bhi Bhuka Na Rahu Sadhu Na Bhookha Jaye

Daya Dharam Ka Mool Hai Paap Mool Santap

Jaha chhama Vaha Dharm Hai Jaha Daya Vaha Aap

Jo Til Mahi Tel Hai Jo Chakmak Me Aag
Tera Sai Tujh Me Hai Jag Sake To Jag

Ram Naam Ki Loot Hai Loot Sake To Loot
Phir Peechhe Pachhatyega Jab Pran Jange Chhoot

Mati Kahe Kumhar Se Tu Kyo Rondhe Moy
Ek Din Aesa Aayega Mai Rondhu Ki Toy

Ram Bulva Bhejaya Diya Kabira Roy
Jo Sukh Sadhu Sang Me So Baikuth Na Hoye

Jo Ghar Guru Bhakti Nahi Sant Nahi Mehman
Ta Ghar Yam Dera Diyaya Jeevat Bhaya Masan

Kabira Soyi Peer Hai Jo Jane Per Peer

Jo Per Peer Jane Nahi So Kafir Be Peer

Guru Bin Mala Ferta Guru Bin Karta Taan
Guru Bin Sab Nishfal Gaya Boojhoo Ved Puran

8 pahar 64 ghadi Mere Aur Na Koe
Naina Mahi Tu Base Need Ka Thaur Na Hoye

No comments:

Post a Comment

Popular Posts

KABIRA ...Revisited

8:34:00 AM Posted by Vishwajeet Singh

You can leave a response, or trackback from your own site.

0 Response to "KABIRA ...Revisited"

Post a Comment